Jab Jab yad hame aati hai apne alhad bachpan ki..
yad hame aati hai jab us chanchal natkhat jeevan ki..
kitna sundar jeevan tha vo koi fikr na koi tension thi..
bas keval apni hi masti apne khel ki tension thi..
har cheese ko pane ki jid karna vo rona or lot machal jana..
kitna pyara lagta tha sun ma ki lori so jana..
bhool nahi pate hai kabhi ham dada, dadi, nana, nani ko..
yad aaj bhi rakhate hai ham unki sunai har kahani ko..
nahi bhed jante the bachpan mai jati dharm or sampradayo ka..
nahi antar malum tha hamko apne or parao ka...
par ab ye sab to beeti baten sunahi hai...
nahi rahi haqiqat jabse aayi jawani hai....

No comments:
Post a Comment