Header

Tuesday, July 8, 2014

Aye Mohabbat..

Aye Mohabbat Tere Anjam Se Rona Aaya!!
Jane Kyun Aaj Tere Naam Se Rona Aya!!
◠◠
Yu To Her Sham Umid Me Guzar Jati Hain
Aaj Kuch Baatein Yaad Aayi To Sham Pe Rona Aya!!
◠◠
Kabhi Taqdir
Kabhi Matam
Kabhi Duniya Ka Gila
Manzil-E-Ishq K Har Kaam Pe Rona Aya!!
◠◠
Jab Hua Zamane Me Mohabat Ka Zikar
Mujhe Apne Dil-E-Nakaam Pe Rona Aya!!

Soyi thi raat ko

Soyi thi raat ko, 
par neend nahi aayee,
~~
Saari raat hum ko 
sirf unki hi yaad satayi,
~~
Aankh khuli toh paya 
apne aap ko bilkul akela,
~~
Fir yaad aaya, 
tujhe rehna hai.., aur abhi akela

Mithi si yaade

Mithi si yaade dekar chale gaye, dil hamara sath lekar chale gaye,
sari mehfil dekhti reh gayi vo mast aankho se pilakar chale gaye...

Miss you


True Happiness

" Happiness is one when you think,
What you say,
and what you do are in harmony. "