Header

Saturday, September 3, 2011

Dil Hai Tumhaara - Mastana Mausam Hai Lyrics


(mastana mausam hai, rangin najara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara - 2) - (2)
choree choree maine tumse pyar kiya hai, mano o 
tumne mujhko kitna bekarar kiya hai, mushkil batana
koyee bhee toh naa jane ham kaise divane huye
duniya me naa koyee tumse hai pyara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara - (2)

ho chahat kaa mausam hai jawan, khoye khoye se ham yaha
khwabo me mai toh kho gayee, divanee see mai ho gayee
lagta hai hoga nahee tum bin gujara
mm dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara - (2)
mastana mausam hai, rangin najara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara - (2)
dil hai tumhara........ - (4)

No comments:

Post a Comment